Birthday ka din har kisi ke liye special hota hai, aur agar aap apne pyare dost, family ya kisi khas insaan ko ek heartfelt happy birthday shayari bhejte ho, toh unka din aur bhi yaadgar ban jata hai. Shayari ek aisa jazba hai jo simple shabdon ko dil se dil tak pahucha deta hai. Aaj ke digital daur mein sab kuch fast ho gaya hai, par ek pyari si happy birthday shayari ab bhi dil ko chu jaati hai. Chaahe dosti ho, pyaar ho ya family ke rishte, ek shubhkamna bhari shayari har relation mein mithaas bhar deti hai. Is article mein aapko milegi dher saari happy birthday shayari collections jo aap WhatsApp, Facebook ya Instagram pe share kar sakte ho.

Har pal ne kaha ek pal se…Pal bhar ke liye aap mere samne aa jao…pal bhar ka saath kuch aisa ho…ki har pal tum hi yaad aao
Deepak me noor Na hota
Tanha Dil itna majbur na hota
Hum aapko khud B day wish karne aate
Yadi aapka aasiyana itni dur na hota
Har lamha apke hothon pe muskan rahe,Har ghum se aap anjaan rahen,Jiske sath mehak uthe aapki zindgi,Hamsha aapke pass woh insan rahe.Happy Birthday
Dost tu hain mera sabse nyara,
Tujhe mubarak ho tera janamdin yaara
Dua Hai Ki Kamyabi Ke Har Sikhar Pe Aap Ka Naam Hoga,Aapke Har Kadam Par Duniya Ka Salam Hoga,Himmat Se Mushkilon Ka Samana Karna Hamari Dua Hai,Ki Waqt Bhi Ek Din Aapka Gulam Hoga.
Each year your birthday reminds meThat I really want to sayI’m very glad I know you;I think of you each day.I hope you enjoy your birthday,All the pleasures it has in store,And because I appreciate you,I hope you have many more!
Apne yaar ko kya tohfa du.Tumhari is ada pe kya jawab duApne yaar ko kya tohfa duKoi acha sa phool hota to mangvata mali seJo khud gulab hai usko kya gulab du.
Zaroor tumko kisine dil se pukara hoga,Ek baar to chand ne bhi tumko nihara hoga,Mayus hue honge sitare bhi us din,Khuda ne jab Zamin par tumko utara hoga.Janmadin Mubarak!
Ek dua mangte hai hum apne Bhagwan se,chahte hai aapki Khushi pure Imaan se,Sub hasraten puri ho aapkiaur aap Muskurayen Dilo Jaan se.
Mere Clas Fellows Ki Taraf SeMere Office Colegues Ki Taraf SeOr Mere 16 Cror Pakistanio Ki Taraf SeTumhain Salgirah Mubarak
Phool bankar muskarana zindagi,muskarake gum bhulana zindagi,jeet kar koi khush ho to kya hua,haar kar khushiya manana bhi zindagi
Agar Yaad Tumko Na Rahe Apna JanmdinCheck Karte Rahna Yunhi Apne Mobile Ke Inbox HardinMain Kabhi Na Bhulonga Apne Yaar Ka JanmdinChahe Woh Ho Mera Akhri DinAapko Jaroor Mera Yeh Msg. MilegaJispe Likha Hoga Mubarak Ho Aapko Aapka Jamdin
Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand tareJanam din pe tujhe kya doon ye poche mujh se sare
Tere Janam Din Par Tuze Kya Pesh KaruTajmahal Du Tuze Ya Chanderma Pesh KaruAur To Kuch Nahi Mere Pass Ae Mere SanamSochta Hu Bas Tuze Apni Baffa Pesh Karu
Dost tu hain mera sabse nyara,
Tujhe mubarak ho tera janamdin yaara
Meri kabhi najar naa lage tujhe,
Kabhi udaas na ho pyara chehra tera
Hum aapke janamdin par dete hain yeh duaHum aur tum milkar, honge kabhi na judaJivan bhar sath denge apna he ye vaadaTuj par apni jaan bhi denge, apna he ye irada
Aa teri Umar mein likh du chand sitaaro seTera janam din mein manau phoalo se bahaaro sehar ek khubsurti duniya se mein le aauSajaau yeh mehfil mein har haseen nazaaro se
Tohfa-E-Dil De Doon Ya De Doon Chand TareJanam Din Pe Tujhe Kya Doon Ye Poche Mujh Se SareZindgi Tere Naam Kar Doon Bhi To Kam HahiDaaman Mein Bhar Doon Har Pal Khushi Ko Main Tumhari
Khuda kaise karoon shukriya is din ke liyeJis din tumhe dharti pe bheja hamare liyeNa jaane kyon main intezaar kar raha thaShayad janamdin hai tumhara is liyeMeri har ek dua hai teri lambi umar ke liyeDil khud jaanta hai tu na ho dhadkega kis ke liye
Tohfa-e-dil de doon ya de doon chand taare
Janam din pe tuje kya du ye puche mujhse saare
Zindagi tere naam kar doon toh bhi kam hain,
Daman me bhar du har pal khushiya me tumhare
Tohfa-E-Dil De Du Ya De Du Chand TaareJanam Din Pe Tujhe Kya Du Yeh Puche Mujh Se SaareZindagi Tere Naam Kar Du Bhi Toh Kam HaiDaaman Mein Bhar Du Har Pal Khushi Ka Mein Tumhare
Ye din ye mahina ye taarikh jab jab aayiHum ne kitne pyaar se janam din ki mehfile sajayiHar shamaa par naam kikh diya dosti kaIs ki roshni mein chaand jaisi teri surat hai samayi
Main likh du tumhari umar chand sitaaro se,
Janamdin manau main phoolo se baharo se
Har ek khoobsurti duniya se main lekar aau,
Mehfil ye sajaau main har haseen najaro se

Conclusion
Zindagi ke khaas lamhon ko yaadgaar banane ke liye kuch shabd hi kaafi hote hain – aur wahi kaam karti hai ek khubsurat happy birthday shayari. Shayari sirf alfaaz nahi, dil ki baat hoti hai jo saamne wale ke chehre par muskurahat le aati hai. Chahe aap apne doston ke liye dosti bhari shayari likhna chahein ya apne love partner ke liye romantic birthday shayari – har ek emotion yahan milega. Shayari ke zariye birthday wish karna ek purani par timeless tradition hai. Agar aap chahte hain ki aapki wish sabse alag ho, toh ek pyari si birthday shayari zaroor try karein. Hamare collection mein aapko milengi funny, sweet, emotional aur romantic birthday shayari – sab kuch ek jagah. Toh agle birthday par, ek nayi andaaz mein wish karein – shayari ke saath!
FAQs
Q1. Happy birthday shayari kya hoti hai?
Ans. Birthday shayari ek chhoti aur dil se likhi gayi kavita hoti hai jo kisi ke janmdin par unhe shubhkamna dene ke liye likhi jaati hai.
Q2. Kya main birthday shayari WhatsApp ya Instagram pe bhej sakta hoon?
Ans. Haan, aap birthday shayari ko easily WhatsApp status, Instagram story, ya direct message mein share kar sakte hain.
Q3. Romantic birthday shayari kis tarah ki hoti hai?
Ans. Romantic birthday shayari mein pyar, jazbaat aur dil ki baat shabdon ke zariye express ki jaati hai, jo kisi love partner ke birthday pe perfect hoti hai.
Q4. Kya doston ke liye funny birthday shayari mil sakti hai?
Ans. Bilkul! Aapko funny, dosti bhari aur mastikhor andaaz wali birthday shayari bhi online mil jaati hai jo doston ko wish karne ke liye best hoti hai.
Q5. Kya main apni khud ki birthday shayari likh sakta hoon?
Ans. Haan! Agar aap thode jazbaat aur creativity ke saath likhein, toh apni khud ki birthday shayari banana bahut hi asaan aur dil se hota hai.
Read Our More Blogs:- Cute Gussa Shayri: Express Your Anger Sweetly
Leave a Reply